Aafi Technologies Apps

Islam Main Ghurbat Ka ilaj 3.0
Tareekh kay her daur main yeh masla zair ebehas raha. Tamaam mazahib nay apnay nuqta e nazar kay tehat is kailaj paish kiya hai. Islam ka economic system boht zyada wussat kahamil hai. Is muskhtasir si kitab main Islami iqtasadiyaat kay oosmakhsoos hissay say behas ki gaye hai jis ka taluq ghareebi auruskay ilaj say hai jis main ghareebon kay haqooq aur khaas taur perunkay resources per roshni daali gye hai. Jin kay saharay samaaj kayeh pasmaanda tabqa chain ka saans lay sakay.Is main mukhtalif mazahab kay nazriyat kay zariye ghurbat kodiscuss kiya gya hai:Maseehi Moaqaf, Jabriya ka moaqaf, Khairaat say Ghareebi Ka ilaj,Sermaya daron ka moaqaf, fastaaee zahniyyat.Ghareebi aur Islam kay chapter main following topics discuss kiyegaye hain:Ghurbat eeman kay liye khatra, Iska Ikhlaq per asar, insaani afqaarper asar, khandaan per asraat, samaaj per asraat, qismat ka bahanaaur taqdeer ka sahih mafhoom, qanaat ka ghalat mafhoom, qanaat kiyahai, Ghareebi aur Khairaat, ishtarakiyat aur islam.
Allah Kay 10 Paighambar 3.0
Iss koshish ka maqsad yeh hai k mazhab k baraymain logon k liye aisa raasta waziah kiya jaye jo haqeeqat sayqareeb ter ho. Aksar aisa hota hai k log mazhab ko samajhnaay kliye historians, Psychologists, Scientists and Philosophers kijanib rujoo kertay hain Aur oon main say kisis ki raaye k tehatmazhab ki haqeeqat k baaray main koe tasawwer qaaim kertay hain. Issay barh ker aur ghair ilmi andaz kiya ho sakta haai! Kyon k apniaap zindgi main hamain jub kisi "shair" ko samajhna ho to hum kabhitabeeb ka rukh nahin kertay aur agar jaraahi ka fun seekhna ho tohum kabhi b engineer ki taraf mutwajja nahin hotay.Is kitab main is baat per zor diya gya hai k Mazhab ko samajhnayk liye Anbiya alaihi salatu wassalam k hawalay say ghor kiyajaye.Yeh kitab isi ilmi andaz e nazar aur Tareek e Kar ki missalhai. Is main jin 10 Paighmbarn A.S ka zikr e khair hai woh yehhain:1. The Beloved prophet of Allah Hazrat Muhammad S.A.W2. Hazrat Noah A.S3. Hazrat Hood A.S4. Hazrat Ibrahim A.S5. Hazrat Yousaf A.S6. Hazrat Shoaib A.S7. Hazrat Moses A.S8. Hazrat Suleman A.S9. Hazrat Younas A.S10. Hazrat Esa A.S
Gadareya 3.0
Yeh application Ashfaq Ahmad kay 9 mashhoorfollowing afsaanon ki collection hai:>>Gadareya>>Gul Tariya>>Tinka>>Haqeeqat Nevash>>Toshay Balay>>Safdar Thailaa>>Ujlay Phool>>Barkha>>El Veera
Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 4.0
Introduction and family Lineage:Huzoor Muhammad Baqi Billah Qudas Sarrah Naqshbandiya Silsila eTareeqat kay aik boht he azeem, buland paaya aur darakhshandabuzurg hain jin kay dam kadam say Naqshbandiya silsila e tareeqatsub continent main pohncha. He is the spiritual guide (Murshid) ofHazrat Shaikh Ahmad Sirhindi R.A (who is also known as HazratMujaddid Alf Sani R.A).He belonged to a Turkish family as his father was from a Turkishfamily tree which is known "Khilj". "Baqi Billah" Hazrat Khawaja kalaqab he kehna chahiye aur yeh isliye howa hai kay apko ittibaa ekamil ki badolat Bajuz haq Subhanawatala aur koe matlab he na thaso he is called "Baqi Billah". He was born on 971 Hijri, as on 1563eeswi and this was also the very year in which his spiritualdisciple Hazrat Mujadid Alf Sani R.A was born on.Education:Ap ko beginning say he hasool e taleem ka janoon tha. So hasool eilam ki manzilain barri he taizi say taih kernay lagay. But aik dinaik majzoob nay following Persian Poetic piece perh ker apki duniyahe badal di:"War kanzo hadaiya natwaan waid KhudaraAaena e dil been k kitabay bay azeen neest"Ap ko Aaena e dil daikhnay ki lagan sawaar ho gye aur yeh lagan apko najaanay kahan kahan liye phirti rahi. Aik bay karari the kchain na lainay daiti the. Kitnay hi buzurgon kay aastanon perhaazri de. Aur kitni he basharton say sarfaraz howay aur aaena edil ko itni jila de keh haqeeqat ka sahih aqs is main nazar aanaylaga.In such type of ecstasy and travelling, it is said kay HazratKhwaja Bahauddin Naqshband R.A aalam e az khood raftagi main ap kaysamanay aaye aur ap nay oon say faiz hasil kiya.Caliphate:Sufi dervaish Hazrat Khwaja Amkangi R.A was met him in the dreamand narrated:"My eyes are waiting for you....!"Aur unhon nay ap ko khalipha bna ker Hindustan bhaij diya. AurHindustan ja ker Ap nay Hazrat Mujaddid alf Sani R.A ko dhoond kerKharqa e Khilafat say nawaza aur unhain salook ki manazil withintwo and half months main tay kerwa deen. Aur iski aitraaf HazratAhmad Sirhindi R.A nay khud kiya hai.Wisaal:After that Hazrat baqi Billah nay apnay mureedain aur ehl o ayyalko ap kay hawalay kiya aur Allah ka daaimi wisaal paa gaye. Ap kawisal 1603 yani 1012 Hijri ko howa. It means he lead a life of just40 years.In this application, apki sawaneh hayat ko Urdu main likha gya haiaur apka kay kalaam ki collection as it is Persian language mainshamil ki gaye hai.
Low Cholesterol Walay Khanay 3.0
Hum main say bohat say log cholesterol kaybaray main aur hamaray dil per uskay asraat kay baaray maintashweesh ka shikaar hain aur in kay minds main is hawaalay sayboht say sawaal ser uthatay hain. Achi sehat kay liye kisi qadartak hamain cholesterol ki zaroorat hoti hai but iski ziyadati dilki beemariyon main mubtala ker daiti hai. Is liye yeh zaroori haikay cholesterol kay levels ko measure kiya jaye aur yeh measurementjini jaldi ki jaye usy kadar behtar hai."Kam Cholesterol Ki Haamil Recipes" bil khasoos aisy logon kayliye paish ki gaye hain jo is baat per amal kertay hain kay"Perhaiz ilaj say behtar hai". In saari recipes main chiknaaee kihaamil khoraakain for example makhan aur paneer shamil nahin hain.Kyon kay yeh khoraakain khoon main cholestrol aur sodium kay levelsizafa kerti hain.
Afaat e Nazar Aur Unka ilaj 3.0
Allah has blessed the human beings withcountless blessings.One of these blessings is eye. Aankh qudrat kaaik qarishma hai aur yeh apnay Creator ki aik zinda o paaindamisaal hai. Yeh go apnay madaar main muskhtasir sa haasa aur jismka aik nazuk hissa hai magar Allah Paak nay is main aisi taqat,latafat, taizi aur phurti bher di hai keh insaan is ki badolatlamha bher main farsh o falak kay darmayan un gint ashiyaa kanazaara karta hai.Iss app main Quran o Sunnat aur asaar e salaf ki roshni mainankh say paida honay walay fitnon aur unkay anjaam say khabardaarkiya gya hai. Aur in say bachnay aur mehfooz rehnay ka tareeka ekar ka bhi zikar kiya gya hai. Iss ko perh ker Ankhon say paidahonay wali afaat say bachiye.
Ilm ul Aadaad (Numerology) 7.0
Numerology is the science of numbers likeMathematics and Statistics. But there is a prominent difference.Numerology is the knowledge of the unseen and of forecastingthings. It is highly related with astrology, palmistry and someother secret know ledges.Ilm e Najoom is ki rehnumaae kert hai. Math and Statictics ka ilmscience say hai jo aadaad kay ilm say mutaliq hai but thora bohattaluq paisheen goe say bhi hai. It is very correct that Statisticshelp us to predict some things in future if and only if we know allthe history of the single person. But on the other hand Numerologygives us knowledge of the secret things from the future of anyperson or any nation.
Mohabbat Aur Gherailu Zindgi 3.0
Following topics have been discussed in thisapp:1. Khaandan kyon eham hai (Why family is important?)2. Pyar Bhara Moahdaa (Pact of Love)3. Mohabbat Aik Rohaani Shola ( Love, a spiritual flame)4. Bachchy (Children)5. Bachay ko perwaan cherhaanay (Different stages of Up bringing ofChildren)kay mukhtalif meraahil6. Nauzaida bachay ka istaqbal (Welcome celebrations of new bornbaby)7. Paaon Paaon chalnay ki umer8. Ishtaraak, tasaadum aur pyar (Love & Quarrel)mohabbbat9. Waaldain ka Hudd say zyada (Over affection of parents)lagao10. Bachpan ka aakhri daur aur (End of childhood and starting ofYouth)nojawani ka aghaaz11. Rohani Tamaniyyat ka hasool (Getting of Spiritual peace)12. Mohabbat ka safar (Journey of Love)13. Shaadi aur Rohani Qurbat (Marriage and Spiritual Love)14. Question answers relating to above topics
Alamat e Qyamat Nazool e Masih 3.0
Yeh kitaab 3 parts main divide ki gye hai:Part 1 : Maseeh A.S Ki Pehchaan, Alamaat e Maseeh Ka AjmaaliNaqshaPart 2: Nazool e Maseeh A.S ki Ahaadees e Matwaatra withtranslation, Woh Ahadees jo aayimma e Hadees nay "Sahih" qarardeen, Woh hadiths jinhain Aayimma e Ahadees nay apni kitaabon mainrawaayt kiya aur oon per sakoot fermaya, Asaar e Sahaaba otaabiyeen az hadees,Part 3: Alamaat e Qyamat per aik tehqeeqi maqala, Alamaat eQyamat ki ehmiyyat, in alamaat ki kafiyyat, alamaat ki 3qismain:a. Alamaat e Baeeda : Fitna e Tataar, Naar ul Hijaaz.b. Alamaat e Matwassitac. Alamaat e QareebaIss kitab ka third part following topics per bhi roshni daaltahai:Imam Mehdi A.S. , Kharooj e Dajjal say pehlay kay waaqiyat,Kharooj e Dajjal, Dajjal Ka Huliyah, Nazool e Hazrat Eesa A.S. Apkahuliya Mubarik, Waqt e nazool aur maqam e nazool aur Imam Mehdi,Dajjal say jund aur qatl e dajjal aur Muslims ki fateh, Yajoojmajooj ki halakat, Hazrat Eesa A.S KA Nikah aur Aulad, Apki wafaataur jaansheen, Dhunwwa, Sooraj ka Maghrib say taloo hona, Yaman kiaag, Momineen ka wisaal aur qyamat.
Telepathy..How to Read Minds o 8.0
By this Urdu app, You'll be able to learn mind of other persons youmeet in Urdu
Hot Favorite Mehndi Ideas 2016 1.0
The application has been splitted intotwoparts:a). First part contains over 100 very unique Hina Mehndiideasfor girls as well as for brides. These designs should beapplied onhands and on arms as well.b). Second pat contains more than 50 the best mehndi designstobe applied on feet.The app features :>> Any Mehndi Design whether of Hand or Feet can besharedon various Social Media Networks.>>Can also be shared with friends>>The designs have been managed on the basisofcatagories.Hope that You girls will love this amazing app.
Hasil Ghaat 3.0
"Hasil Ghaat" kay baaray main yeh ikhtilaafkiya jata hai kay is kitab ko novel kay genre main shamil kiya jayeya na kiya jaye because Yeh aik charachter (Pakistani old man)Humayoun Farid kay khayalaat ka majmooa hai jo kay apni baitiArjumand ko milnay America jata hai. Boht say khayalaat in ko tabaatay hain jab woh apni baiti kaygher balcony main baithay hotayhain.
Most Recited Duaayen & Kalmaat 8.0
This Islamic app contains the most recited Duaayen and Kalmaat byevery Muslim
Ankhon Ki Muntakhib Poetry 3.0
Oon Khoobsurat Nasheeli ankhon kay naamjinhainmere pyaasi ankhain azal say khoj rahi hain.Jo saanj sawairay mere khyaalon main mehav ho jayen.Jau sar e shaam mere intizaar main bay qarar ho jayen.Jin say sooraj kirnon ki bheek maangay.Oon ankhon kay naam jin say raat pur sakoon neend mangay.Jin main, mere ankhen bund ho janay kay baad kaajalphailjaaye.....!
Panjsurah 9.0
This app includes five mostly read Quranic Surahs (Chapters)
Rizq Ki Kushadgi (How to incre 8.0
This Urdu app illustrates "How to increase earning or livelihood"
Apna Qad Barhaaiyn (Increase H 11.0
It contains an Urdu booklet for height increase upto six inches byexcercises
Encyclopedia of Riddles (Urdu 7.0
The Best collection of Urdu Riddles
Neck Care Urdu Tips 10.0
This is an Urdu app that contains Tips in Urdu to care for neck
Muslim Khavand (Husband) Musli 6.0
"Muslim Khavand (Husband) Muslim Bivi (Wife)" is an Urduapplication
Punjabi Poetry of Hazrat Khwaj 7.0
Punjabi Poetry of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed of Kot Mithan (Sindh)Sarkar R.A
Beautician Course in Urdu 9.0
It is an Urdu app by which you can become expert Makeup Artist& Beautician
Life of Hazrat Ali Ahmad Sabir 6.0
Its an Urdu app containing the Life Events of Hazrat Ali AhmadSabir Kaliyari RA
Urdu Islamic Moral Stories 9.1
This app is a collection of 280 Islamic stories in Urdu
Raja Gidh...An Urdu Novel 10.0
Iss application main Bano Qusia ka boht he mashhoor novel Raja Gidhshamil hai..
Punjabi & Urdu Poetic Works of 8.0
Punjabi & Urdu Poetry of Muhammad Azam Chishti R.A
Learn Arabic (Urdu App) 9.0
Its an Urdu app to learn Arabic in a very easy way from Urdu
Maktubat (Letters) Mujaddid Al 6.0
This app contains collection of Urdu Letters by Hazrat Sheikh AhmadSarhindi R.A
Khawateen Kay Makhsoos Masaayl 6.0
"Khawateen Kay Makhsoos Masaayl" is an Urdu Islamic book..forwomen...!
Golden Words of Hazrat Bahaudd 6.0
Biography and Teachings of Hazrat Khwaja Bahauddin NaqshbandBukhari RA in Urdu
Life of Hazrat Abu al Hassan K 6.0
Tazkira Qutab e Aalam Hazrat Khwaja Abu al Hassan Kharqani R.A isan urdu app
Sunehry Faislay Best Decisions 6.0
A collection of Events of Decisions of Justice in IslamicHistory...As Urdu App
Encyclopedia of Cacti & Succul 9.3
This app contains Encyclopedia of Cacti & Succulents
70 Astaghfar 7 Manzilain ( Urd 1.0
This is an Urdu Islamic App contains Seventy Astaghfar Duaen inSeven Manazil